Thursday, February 11, 2010

ऐ दिल...



ऐ दिल...

ऐ दिल! चलो एक बार फिर मचल जाएँ,
इश्क के प्याले फिर गटक जाएँ!!
आज एक बार फिर बहक जाएँ,
चलो एक बार फिर महक जाएँ!!

आज की रात में ये कसक क्यूँ है??
रात रानी सी ये महक क्यूँ है??
ख्वाब हम भी बुनते हैं पर ख़्वाबों में जीते नहीं,
फिर आज इन आँखों में ये कशिश क्यूँ है?
कहो दिल क्या एक बार फिर मचल जाएँ??
क्या एक बार फिर बहक जाएँ!!

उनकी जुल्फों की छाँव में खो जाना है,
प्यार के गीत फिर गुनगुनाना है!
आज फिर दिल ने ये तमन्ना की है..
जाम पीना है तो बस उनके हुस्न का ही पीना है!!
तो चलो दिल! एक बार फिर बहक जाएँ,
इश्क के प्याले फिर गटक जाएँ!!

रात चाहे ये कितनी ही काली क्यूँ न हो!
इन बादलों को चीर कर ही क्यूँ न चाँद को आना हो!
ग़ालिब की नज्मों का जादू अभी जिंदा है,
फिर इन कोरी निगाहों में कभी तो उन्हें भी आना है,
हाँ दिल! आज नहीं तो कल, उन्हें आना है...

तो फिर चलो एक बार फिर बहक जाएँ..
चलो एक बार फिर महक जाएँ..!!


14 comments:

  1. Galib jaan.. bahut bahut khub.. apke is khayal pe fir behak jane ka mann kar raha hai.. ishwar karein ap humesha yuhi khubsurat likha karein.. umda..

    ReplyDelete
  2. shukriya shukriya :-) bas aaap padhte rahiye mohatarma, to hum bhi likhte rahenge.. :-)
    waise di, dubara padhke mer ko bi laga ye kavita kuch jyada hi thik ban padi hai...chalo accha hai.. mazaa aaya likh ke :D

    ReplyDelete
  3. ahem ahem..kya khoob bayan kiya hai khayalon ko miya galib aapne.wah hum to aapke in haseen lafzon ke deewane ho gaye.
    "raaton me ye kasak kyu hai....baadlon ko chir ke is chand ko kyu na aana ho"....wah wah behad umda [waise hum bhi sochte hain ek aadh blog shuru kar hi dein :)...par usme bakenge kya yehi sochke baith jate hain]

    ReplyDelete
  4. shukriya janab :) aur dost..lafzon ka kya hai..jab khayal dil se nikle hon, toh lafz khud-ba-khud haseeen ho jaate hain!! ;) :D
    and dude.. will be waiting for ur blog! :) ciao

    ReplyDelete
  5. हुजुर,
    आपकी कविता में वोह दम है ...
    की सागर में भी आग लग जाये..
    कलियाँ तो खिले ही खिले....
    उजड़ी धरा पर भी बाग़ लग जाये.....

    ReplyDelete
  6. @mayank: he he khoobsurati to dekhne waale ki aankhon mei hai dost... bahut shukriya jo tumne itna mast compliment diya :)

    ReplyDelete
  7. Khoobsurat khyal, sahi shabdon ka prayog, umda tulnayein.. isse jyada nyay koi nahi kar sakta tha is kavita ke saath.. Bahut hi khoob likha hai janaab..

    Is kavita ko padhkar kavi ki ichaon pe jahan ek taraf khushi si hoti hai wahin doosri taraf uske ateet ko jaan-ne ki bechaini bhi hoti hai.. Shabd byaan karte hain ki kavi ki ye icha koi pehli baar nahi hai, usne pehle bhi aisa chaha hai aur paaya hai... agar kuch panktiyon se uske pehle ke anubhav ko byaan kar sakte ho to jarur kijiyega.. bhavnaayein sampoorna lagengi :)

    ReplyDelete
  8. tum mere dil ki awaz ko samjhte rahe ho jwala...aab ladki to main hun nehin ki pehna dun tumhe barmala...

    ReplyDelete
  9. @ galib bhai saraswaale: miyaaan tum jitni acchi kavitaayein likhte ho utna hi accha comment bi daalte ho :) tumhara andaaz-e-bayaan qaabil-e-taareef hai dost! aur tumhari hasrat hum zaroor poori karenge...kisi aur kavvita mein! ;)

    @guruji: gurudev bade neek khayal hain aapke... :) accha hua aaap ladki nahi hain :D
    waise aaapko to humaare jazbaaat samajh aane hi the!!

    @chandrika: shukriya... :) feeels great to c its going beyond my network :)

    ReplyDelete
  10. It took me time to read and digest. I finally managed to understand most of it inspite of my poor hindi knowledge. Nice poem. Looking for more. Will use it to improve my hindi :P

    ReplyDelete
  11. thanx mama.. :) m sure u ll get to see more of these.. have to upload the poems i have already written..

    ReplyDelete
  12. bahut sundar rachana..........pratyek pankti ati sundar

    ReplyDelete